I have always been fascinated with Indian old music. Its "raga" as well as lyrics both are incredible. I am describing a few songs with their lyrics which are worthy to keep as perl.
(1)Humne dekhi hai un aakho ki mahakti khushbu
Ise haath se chhuu ke rishton ka ilzam na do
Sirf ehsaas hai ye ruh se mahsoos karo
pyar ko pyar hi rahne do koi naam na do
(2)ye zindagi usi ki hai jo kissi ka ho gaya, pyar hi me kho gaya
(a)Jo dil yaha na mil sake milenge us jahan me
khilenge hasraton ke phool jaa ke aasmaan me
ye zindagi chali gayi jo pyar me to kya hua
(b)Sunayegi ye dastaan shama mere mazar ki
khiza me bhi khili rahi ye kali anaar ki
ise mazaar mat kaho ye mahal hai pyar ka
(3)Tere pyar ko is tarah se bhulana na dil chahata hai na hum chahate hain
Jo sach tha use ek phasana banana na dil chahata hai na hum chahate hain
(4)Hum chhod chale hain mahfil ko yaad aay kabhi to mat roona
Is dil ko tassali de lena ghabaraaye kabhi to mat roona
(a)jeevan ke safar me tanhaii mujhko to na zinda chhodegi
marne ki khabar e jaane-jigar mil jaaye kabhi to mat rona
(5)Khuda bhi aasmaa se jab jamii par dekhta hoga
mere mahboob ko kisne banaya sochta hoga
one shayari for today
(*) aaiina-e-dil tod ke dekh liya tune
teri surat ke siva isme bata kya nikla
Friday, December 25, 2009
Subscribe to:
Posts (Atom)